Aashiq Aur Mebooba – Part 1 (Pehli Mulaqat)

Hey, this is Jahangir here. Of course, it’s a fake name. But the joy that you are going to read is totally real. Some of the parts of the story are a little bit spiced up keeping in view of the reader’s interest. Fuck is real of course, sex did happen. So that’s not fiction.

The story is a series as it won’t be enough to explain everything in one part. It is in Hinglish. If you find yourself connected to the story aur to any part in it, do give like. Share your view in the comment section aur mail it to me personally at [email protected]. You can add me with the same ID on hangout too.

Now without wasting any time let’s come to the narration. There are two main lead characters in the story- Jahangir (male), Gulnaz (female). It’s up to you whether you remember the name of the rest of the characters aur not.

Story-
The year this all started was 2016. Both of our lead characters had just finished  their studies and were looking for jobs.

Jahangir middle class ka, us waqt 25 saal ka jawan ladka tha. 5’8 ki height na zyada oonche qad ka na chhota. Fair colored, broad forehead, lagbhag 70kg weight ka. Gym jane ka use koi shauk nahi tha.

Gul ki umar bhi us doran 25 ki hi thi. Par woh Jahangir se har andaz ke upar hi thi. Posh colony ki rehne wali, ameer, 5’6 height, gora rang, chulbuli. Shararat se bhari huyi bhoori aankhein, brunette (bhure balon wali). Na zyada dubli na hi moti, halke gulabi honth.

Theek waisi ladki jise dekh ke har koi ye kahe ki badi fursat se banaya hoga upar wale ne. Measurements beech mein hi aayengi. Baki to andaza laga hi chuke hoge kis qadr ki husni qayamat honi chahiye. Jahangir ki kismt mein girlfriend (Shaheen) to rahi lekin us waqt tak woh tha behad shareef.

Jitne mein woh khulne laga itne mein woh dhokha de kar kisi aur ladke ke saath nikalti bani. Aur Gul ke piche to ladko ki line hi nahi tooti kabhi bhi school ke dino se hi. Uski ek badi khasiyat thi ki use maloom rehta tha kab konsa ladka use dekh raha hai.

Ya kitne ladke dekhne ki koshish mein hain. Halanki ab aap log sochenge ki ye khasiyat to sabhi ladkiyon mein hoti hai. Haan doston aap sab sahi soch rahe hai. Sab ladkiyon mein hoti hai. Par graduation ke waqt se Gul mein woh gun aa gaye the.

Uski pdayi B.A Psychology ki wajah se ab woh ek nazar mein hi bhanp jati thi kise kya chahiye. Isi wajah se bohut se londe to thappad bhi kha hi chuke the. Har bar chokanni rehne ki wajah se hi aaj tak koi uski jawani par haath nahi dal paya tha. Siway Sadiq ke, jo ki uska current boyfriend tha.

Dono ek hi class ke student rahe the graduation time mein. Isiliye dosti ho gayi thi. aur dheere dheere chumma chati bhi chal pada tha. Par ab tak Gul ne Sadiq ko apne jism ka woh khas hissa nahi sonpa tha jo Sadiq pane aaya tha. Isi wajah se ek din dono mein bohut kaha suni huyi aur dono ne baat karna band kar diya.

Kuch din beete, hafte beete. Dono ne beech mein kuch 10-15 message hi exchange kiye honge WhatsApp par. itne mein maloom hua ki Sadiq ka nikah tay ho gaya hai. Beshaq Sadiq sirf jismani bhukh puri karne ke liye Gul ke saath tha. par Gul sab kuch jante samajhte huye bhi Sadiq se mohabbat kar baithi thi.

Isi wajah se jab use Sadiq ka nikah tay hone ki khabar mili to woh bohut royi. Beshaq woh mazboot ladki thi, par thi to ladki hi na. Mahine beetey, aur saal beet gaya. Ab Gul, Sadiq ko bhul chuki thi. Ya yu kaho ki bhulne ka dikhawa karna ache se seekh gayi thi. Aur apni zindagi mein mashgool rehne lagi thi.

Ye ishq hai hi badi kamini chiz doston. Isiliye bohut time pehle hi Ghalib likh kar chale gaye, “ Ye ishq woh aatish hai Ghalib; Jo lagaye na lage; Aur bujhaye na bane. Ek bar pyar ho gaya to ho gaya, aur mashook chla jaye to bhulana mushkil.”

Khair aage badhte hain. Saal 2017 aa gaya tha, Jahangir ne is doran bohut hath pair mare par kahin naukri nahi mili. Par ek din Jahangir ko interview ke liye call aaya. Ittefaq se jis company mein Jahangir interview dene jane wala tha, kariban 2 mahine pehle hi wahan Gul ne as an intern apna kam shuru kiya tha.

Beshaq Gul ameer ghar se thi lekin padayi ka junoon uske sir par humesha se raha. In kitabon aur naye intern kam ke sahare hi usne mashgool rehna seekh liya tha. Lekin ab Gul aur bhi zyada sakhth qism ki ladki ho gayi thi.

Ek Saturday:

Ek to aaj itne waqt bad Jahangir koi kisi jagah se interview ka call aaya tha. Lekin interview ki jagah tak pahunchne mein use thodi der ho gayi. Jab Jahangir ne jaldi jaldi mein company ke andar enter kiya to samne hi use lift nazar aayi. Woh bas band hone hi wali thi.

Lift band hote dekh dur se hi Jahangir ne hath hilaya lift ko rukwane ke liye. Lekin jo lift ke andr shaqsiyat thi usne Jahangir ke hath hilane ki koi parwah nahi ki. Aur lift ka darwaza band ho gaya theek usi waqt jab Jahangir mehaz 2 qadam ki duri par reh gaya tha.

Kuch to Jahangir waise hi late tha. Ab use 4th floor tak staircase se jana padega yahi sochkar bechara ek bar to gurraya andar hi andar. Fir bina dusra second ganwaye pahunch gaya interview ke liye. Receptionist ne use kuch der bithaya aur fir aawaz lagayi ki, “Mr. Jahangir, aapko andar bulaya hai.”

Andar cabin tak jane ke liye beech mein ek passage aata tha. Jab Jahangir wahan se guzarne laga to achanak se wahi lift wali shaqsiyat uske samne aati hai aur dono takra jate hain. Aamne samne ki takkar hai, dono ke jism pardon ke beech takratein hain pehli bar.

Ya yun keh lijiye doston dono ke jism ki ye pehli mulaqat hoti hai parde mein Ji haan doston aapne sahi socha tha ye shaqsiyat Gul hi hai. Ek bar fir se Gul ko dekh kar Jahangir ko lift wala qissa yaad aa jata hai aur use gussa aa jata hai. Lekin kyunki woh interview dene ja raha hota hai to ignore karta hai kuch kehna.

Par Gul dheerey se use bolti hai, “Can’t you see, scoundrel?” Jahangir interview dene jata hai aur bade hi shant mood se sab round clear karta hai. Aur job letter offer kar diya jata hai. Kafi waqt ke baad Jahangir ko rahat ki saans mili thi.  Sari formalities puri kar jab cabin se bahar aata hai.

Jahangir receptionist se Gul ke bare mein puchne ki sochta hai. Kyunki use ache se maloom nahi hota Gul ke bare mein kuch bhi. Woh bina kuch puche ghar chla jata hai.

Monday:
Aaj office mein Jahangir ka pehla din tha. Sab ache se beet raha tha ki use Gul nazar aati hai. Wahan ke purane working staff mein se woh ek shaqs se Gul ke bare mein puchta hai. Office hours khatam hone ke baad jab Jahangir aur staff ke kuch log niche jane ke liye lift mein khade hote hain.

To is bar Gul dur se hath hilati hai lift rokne ke liye. Lekin Jahangir ko apna badla lena yaad aa jata hai aur woh lift band hone deta hai. Baki sab colleagues Jahangir ki is harkat pe hanste hain aur Jahangir khud bhi.

Ek din boss Jahangir ko aur Gul ko, dono ko hi cabin mein bulate hain. Aur Un dono ko ek hi kam sonp diya jata hai. Ab yahan se shuru hone wala hai asli maza doston. kaise ye 2 alag alag mizaj ki shaqsiyatein kin haalat mein ek dusre ke qareeb aate hain.

Maafi chahunga kahani lambi thi aur koi masala nahi mila aap logon ko. Lekin mera yaqeen kijiye doston aapke sabar ka inaam bohut mazedar hoga. Ek bar aapko batana zaruri tha ki kis tarah ye dono shaqs mile. Aage kis tarah aur kitna jaldi likhna hai ye aap sab ke likes/thumbs up aur batane pe depend karega.

I will wait for your response. Your very own, Jahangir.

Leave a Comment

You cannot copy content of this page